1
Usne kaha tum mein woh pehli si baat nahi on Tue May 19, 2009 10:06 am
Usne kaha tum mein woh pehli si baat nahi
maine kaha zindagi mein tera saath nahi
usne kaha kyon toot kar chaha humein
humne kaha insan hoon pathar nahi
usne kaha kya main bewafa hoon
maine kaha aab mujhe wafa ki talash nahi
usne kaha bhool ja mujhe
maine kaha aap haqeeqat ho koi to khwab nahi
maine kaha zindagi mein tera saath nahi
usne kaha kyon toot kar chaha humein
humne kaha insan hoon pathar nahi
usne kaha kya main bewafa hoon
maine kaha aab mujhe wafa ki talash nahi
usne kaha bhool ja mujhe
maine kaha aap haqeeqat ho koi to khwab nahi
Home







